Top 10 Sayari by Mirza Ghalib.
1. Hazaaron khwaheeshen aisi ki har khwahesh pay dum nikale,
Bahhut nikale meray armaan lekin phir bhi kam nikale ..
2. Toda kuch is Ada se Taellukh us ne Ghlaib,
Ke Sari umr apna kusoor dhoondte rahe..
3. Ha Asar Sach he Ki Sab Wade he Uske Jhoothe,
Kuch Ajab Lutf he Ruk Ruk Ke Kasme Khane Mein..
4. Ibtada-e-Ishq hai Rota hai kya,
Aage Aage Daikh hota hai kya..
5. Hamen Unse hai Wafa ki Umeed
Jo Nahi Jaante Wafa kya hai..
6. Dard ho Dil Men To Dawa Kijye
Dil hi Jab Dard Ho To Kya Kijye..
7. Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay ghar nahi hotay..
8. Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaq,
Woh samajhtey hain ke bimaar ka haal achcha hai..
9. Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?
10. Aah ko chahiye ik umr asar hote tak
kaun jeeta hai tiri zulf ke sar hote tak
: Mirza Ghalib
0 comments:
Post a Comment